Meri zindagi ka ek tamasha bana diya usne,
Bhari mahfil mai tanha bitha diya usne,
Aisi kya thi nafrat usko is masoom dil se,
Khushiya'n chuda kar gam thama diya usne,
Bahut naaz tha us ki wafaa peh kabhi,
Mujh ko hi meri nazro'n mai gira diya usne,
Khud bewafa tha meri wafaa ka kya qadar karta,
Anmol tha mai, khaak mai mila diya usne,
Kisi ko yaad karna to uski fitrat mai nahi shaamil,
Hawa ka jhonka samajh kar mujh ko bhula diya usne....!

.jpg)
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.